Saad Shukrana Song Lyrics - Mr. X By Ankit Tiwari feat. Emraan Hashmi

Singer: Ankit Tiwari
Music: Ankit Tiwari
Music On: Sony Music India









Aa bhi jaa raaton ki tarah
Aankhon main neendon ki tarah - 2

Shame wahin miley hum thhe jaha
Ab tu kaha yaara main kaha
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana sad shukrana

Kaha hota hoon main poora
Kaha se hain tu jaana shuru
Kaise sukjhegi paheli
Jaisa main hoon waisi hain tu

Shame wahin miley hum thhe jaha
Ab tu kaha yaara main kaha
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana sad shukrana

Aankhon aankhon main jaana
Teri aankhein ye kya keh gayi
Mere paaon ke tale se sadiyan kayi beh gayi

Shame wahin miley hum thhe jaha
Ab tu kaha yaara main kaha
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana